Chasht Ki Namaz Ki Fazeelat
Farmane Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam : Jo Chasht Ki 2 Rikaat Pabandi Se Ada Karta Rahe us Ke gunaah Muaf Kar Diye Jate Hain Agar Che Samandur Ke Jhaag Ke Barabar Ho (Sunane Ibne Majah Jild 2 Page 153-154 Hadees 1382)
Namaz Ka Waqt
Namaz e Chasht Ka Waqt Aaftab Buland Hone Se Zawal Yani Nisfun Nahar Shari Tak Hai (Sunane Ibne Majah Jild 2 Page 153-154 Hadees 1382) Or Behtar Ye Hai ki Chauthai Din Chadhe Padhe (Bahare Shariyat Hissa 4 Page 25) Namaze Ishraq Ke fauran Baad Bhi Chahe To Namaze Chasht Padh Sakte Hain (Islami Bahno Ki Namaz Page 180)
Tags
Zikro Azkar