Huroof Ke Makharij

Alfaz Nikalne Ke 5 Maqamat
  1. Halaqi Makharij
  2. Lisani Makharij
  3. Shafawi Makharij
  4. Jaufi Makharij
  5. Khaishoom (Gunna Ka Makhraj)
1. Halaqi Makharij
    Halaq Ke Zariye Se 6 Huroof Ada Hote Hain
  • Halaq Ke Neeche Wale Hisse Se 2 Harf
  • Halaq Ke Darmiyan Wale Hisse Se 2 Harf
  • Halaq Ke Oopar Wale Hisse Se 2 Harf
2 Lisani Makhraj
    Zaban Ke 4 Hisson Se 7 Makharij Ke Zariye 17 Alfaz Ada Hote Hain
    1. Huroofe Lahviyyah 2 Hain
    2. Huroofe Shajariyyah 3 Hain
    3. Harfe Hafiya 1 Hai
    4. Huroofe Tara Fiyyah 3 Hain
    5. Huroofe Nitiyyah 3 Hain
    6. Huroofe Lisviyyah 3 Hain
    7. Huroofe Safiriyah 3 Hain
3. Shafavi Makharij 
    Honto Ke Zariye Se Ada Hone Wale Huroof 4 Hain
4. Jaufi Makhraj
    Huroofe Maddah Munh Ke Khal'a Yani Khali Hisse Se Ada Hote hain
5. Khaishoom
    Gunna Ki Adayegi Khaishoom Yani Naak Ke Banse Se Hogi



Post a Comment

Previous Post Next Post